Kamar Dard Ka Gharelu Ilaj
سنگھاڑے 50 گرام
سنگ جراحت 20 گرام
کمرکس 20گرام
مازوپھل 20 گرام
ان تمام چیزوں کا باریک پاوڈر بنا لیں۔۔
پھر دودھ کے ساتھ ایک چمچ صبح ایک چمچ شام کو استعمال کریں۔۔
NUSKHA :
Khatta talkh,
phatkari surkh,
aanba haldi,
alsi har aik 100g
, sab ko kot chaan kr es main 1kg khalis till ka tail dal kr bilkul halki balky nihaiat halki anch main jalain, 2 din tak jalaty rahin, jab pani jal jaiy to uttar kr es main 50g rutan joot dal kr 3 din choor dain. Rutan joot garm garm tail main dalin. 3 din k bad chaan kar mehfooz kr lain, ab karamati tail ready hay.
Kamar Dard Ka Gharelu Ilaj, Kamar Dard Ka Totka,
Zarori nahi hai ke kamar mein dard hote hi app Doctors se ruju karein. Khuch tawaquf karein aur inn gharilu totko ko azmayein jin ke bare mein upper bataya gaya hai. Lakin agar darja zail kafiyat ho to Doctors se zaror mashwara karein.
1- Agar dard musalsal ho aur bardta jaye. Ya 6 hafte afaqa na ho to.
2- Aage ghukne mein bahot ziada dikat ho.
3- Kamar ka dard (waist pain) pehli bar 20 saal ki umar se pehle ya bachpan ki umar ke baad ho.
4- Kamar ka dard (waist pain) kisi shadeed chot maslan road accident ke baad ho.
5- Dard rerdh (back pain) ke satoon ke upper hi hise mein ho.
6- Agar aise admi ko ye dard ho jo sartan ka mareez ( cancer patients) ho ya reh chuka ho,
7- Agar koye aadmi
8- Agar tabiyat aksar kharab rehti ho ya haal hi mein wazan kam huwa ho.
asabi nizam mein koye masla ho ya reerd ke satoon mein nukhs ho.
asabi nizam mein koye masla ho ya reerd ke satoon mein nukhs ho.